Ads. By Google

Kalank Title Song - Kalank

Transpose
Size [Increase/Decrease]

Note : Capo on 1st fret

Intro :

….….

….….

Song :

Hawaaon mein bahenge

Ghataon mein rahenge

Tu barkha meri

Main tera baadal piya

Jo tere na huve toh

Kisi ka na rahenge

Deewani tu meri

Main tera paagal piya

Hazaaron mein kisi ko….

Taqdeer aisi….

Mili hai ik Ranjha….

Aur Heer jaisi….

Na jaane ye zamaana

Kyun chaahe re mitaana

Kalank nahi ishq hai….

kaajal piya….

Kalank nahi ishq hai….

kaajal piya….

Piya….piya….piya re ….

Piya re ….piya re….….

Piya re….piya re….

Stanza :

Duniya ki nazron mein ye rog hai

Ho jinko woh jaane ye jog hai

Ik tarfa shayad ho dil ka bharam

Do tarfa hai toh ye sanjog hai

Layi re hu mein zindgani ki kahaani

Kaise mod pe….

Huve re khud se paraaye

Hum kisi se naina jod ke….

Hazaaron mein kisi ko….

Taqdeer aisi….

Mili hai ik Ranjha….

Aur Heer jaisi….

Na jaane ye zamaana

Kyun chaahe re mitaana

Kalank nahi ishq hai….

kaajal piya….

Kalank nahi ishq hai…

kaajal piya….

Rest Para is same as Above….

Major Chords

Minor Chords